Battay Raho Ge Tou Apna Yuhni Bahay Ga Lahoo
Huay Na Ek Tou Manzil Na Bun Sakay Ga Lahoo
Issi Tarha se Agar Tum Anna Parast Rahy
Khud Apna Rahnuma Aap He Banay Ga Lahoo
Sadda Kaha Yehi Maine Qareeb Tar Hai Wo Doar
K Jis Main Koi Hamara Pee Na saky Ga Lahoo

0 comments:
Post a Comment